Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Emai Marketing

Yandex Mail Par Email Account Kaise banaye Free Me

Google ki tarah Yandex bhi ek bahut hi popular search engine hai Russian audience ke liye. Yah Google ke jaisa hi users ko bahut saare services ko provide karti hai. Google ka service, Gmail  par jis tarah se aap apna Email ID banate ahi usi tarah se aap Yandex mail par apna Eamil ID free me create kar sakte hai. Apne Yandex account me login karne ke liye aapko Yandex mail ka Email ID ki jarurat padegi. Yandex mail ki ID se aap thik usi tarah se kisi bhi user ke Email inbox me message send kar sakte hai jis tarah se Gmail ID se karte hai. Yandex mail ki ID ki jarurat aapko Yandex Search Engine me blog ya site ko add karne  aur blog ke sitemap ko Yandex Webmaster Tool me submit karne  ke samaya padegi. Blog या Site के लिए XML Sitemap कैसे बनाये ? Blogger Sitemap को Google Search Console में Submit कैसे करे ? Yandex Mail Par Email Account Kaise Banaye ? Yandex mail par ID banana bahut hi easy hai bas aap mere steps ko follow kare :-...

Follow by Email Gadget Ko Apne Blog Me Kaise Add Kare Bina Feeedburner Par Account Banaye

Follow by Email Gadget ka feature pahle se hi blog me hota hai. Is widget ko blog me lagane ke liye kisi bhi coding ki jarurat nahi padti hai. Is widget ko blog me add karne ke liye aapko sirf kuchh setting karni hai. "Follow by Email" widget ko blog me add karna bahut hi easy hota hai kyoki isko lagane ke liye feedburner feed  ko nahi banana padta hai. Agar aap Email Subscribe Widget  ko lagane ke liye kisi dusre widget ka use karte hai to aapko feedburner par account banana padega. Maine apni pichhli post me 11 attractive fast loading email subscribe widget  ko blog me lagane ke liye batlaya tha. Agar aapko Follow by Email gadget pasand nahi aata hai to is 11 widget ka use kar sakte hai. Website के लिए Domain Name कैसे खरीदे या Register करें ? BlogSpot Blog में Specific Links का Color Change कैसे करें ? Follow By Email Kya Hai ? Blog ko padhne waale jitne bhi reader hai, un sabhi ki suvidha ke liye Google blogger ki team ne Fo...

11 Attractive Fast Loading Email Subscription Widget Ko Apne Blog Me Lagaye

Email subscription kisi bhi blogger ke blog/website ki traffic ko badhane me bahut hi important role nibhati hai. Maine apni pichhli post me iske baare me batlaya tha ki email subscribe box kya hai aur isko blog me kaise lagate hai.  Jab koi visitor blogger ke blog par lagaye email subscribe box me apna email dalkar subscribe karta hai to us visitor ke email par ek activation message aata hai. Activation message me link hota hai. Link par click karte hi visitor ke email par free email delivery ki service activate ho jaati hai. Matlab ab agar blogger koi bhi new post publish karega to visitor ko new post ki jaankari direct email par mil jaayegi. Iske baad visitor post ko padhne ke liye blog par visit karega jisse ki blogger ki traffic increase hogi. Yah maine aapko short me iske important ke baare me batla diya. Ab hum sidhe apne point par aate hai. Maine niche 11 email subscription widget ko diya hai. Aapko jo widget pasand aaye usko aap apne blog me lagaye. ...

Email Subscribe Box Ko Blog Me Kaise Add Kare

Email subscription box ko lagane se pahle mai aapko bata du ki sabse pahle Feedburner Par Account Banakar Feed URL Ko Blog Me Add Karna Padega.  Uske baad email subscription widget ko apne blog me lagana hai. ➥   Email Subscription Box Kya Hai ? Email subscription box ek pictorial photo hota hai jisme email ko likhne ke liye box ke jaisa ek column bana hota hai aur saath me subscribe button hota hai. Koi bhi visitor box me apna email daalkar us blog ko subscribe karte hai. Subscribe karne ke baad us visitor ke email par ek message aata hai. Message me activation link hota hai. Link par click karne ke baad us visitor ke email par free email delivery ki service activate ho jaati hai. Mobile Phone को Hang होने से कैसे बचाये : 16 Tips Mobile Phone की Battery Life कैसे Increase करे : 12 Tips Ab agar blogger apne blog par jab bhi new post ko publish karega to post ki notification ki jankari un sabhi visitor ke email par mil jaayega jis-jis ne blog ...

Feedburner Feed URL Ko Blog Me Kaise Add Kare

➥   Feedburner Kya Hai ? Sabse pahle to aapke man me sawal hoga ki feedburner hai kya. Iska function kya hai etc. To mai aapko bata du ki feedburner Google ki service hai. Yah sabse popular free email delivery service hai. Aise visitor jo ki kisi ke blog ya site ko subscribe  karte hai, unko yah service blog ki new post  ki notification ki jankari free me us visitor ke email  par deti rahti hai. Is service ko start karne ke liye feedburner par account banakar feed URL ko blog me add karna padta hai. ➥   Feedburner Ko Kyo Banaya Gaya ? Job koi visitor kisi ki site par visit karta hai aur unhe us site par likha hua content bahut hi pasand aata hai to we dubara us site par aana pasand karte hai taaki unhe achchha content padhne ko mile. Isliye we us content (post) ka bookmark kar lete hai matlab us page ko save kar lete hai. 11 Attractive Fast Loading Email Subscription Widget को Blog में Add करे ? Contact Form Page को Blogg...