Instagram ek social networking site hai. Is par aap photo and video ko share kar sakte hai. Instagram par aap facebook ki tarah chatting to nahi kar sakte hai prantu aap apni selfi, funny photo, videos ko online instagram par share kar sakte hai. Instagram par aap maximum 15 second ka videos ko share kar sakte hai. Prantu January 2016 se iska time 15 sec se 60 second ho gaya hai. Ab aap maximum 60 second ka videos ko instagtam par share kar skate hai. Yah site user ko publicaly aur privately image and video ko share karne ki service provide karti hai. Instagram ko Kevin Systrom and Mike Krieger ne create kiya aur october 2010 me isko launch kiya gaya. Instagram ka use jyada tar mobile me iska app download karke kiya jaata hai. Website के लिए Domain Name कैसे ख़रीदे या Register करे ? Facebook पर Account कैसे बनाये : Only 3-Steps Instagram Par Apna Account Kaise Banaye ? Step 1 Instagram par account banane ke liye sabse pahle...
इस blog से security Tips, Make Money online, Social Networking, Google Adsense, SEO, Website Design, Blogging, Computer, Mobile, Email Marketing etc की जानकारी मिलेगी