Follow by Email Gadget ka feature pahle se hi blog me hota hai. Is widget ko blog me lagane ke liye kisi bhi coding ki jarurat nahi padti hai. Is widget ko blog me add karne ke liye aapko sirf kuchh setting karni hai. "Follow by Email" widget ko blog me add karna bahut hi easy hota hai kyoki isko lagane ke liye feedburner feed ko nahi banana padta hai. Agar aap Email Subscribe Widget ko lagane ke liye kisi dusre widget ka use karte hai to aapko feedburner par account banana padega. Maine apni pichhli post me 11 attractive fast loading email subscribe widget ko blog me lagane ke liye batlaya tha. Agar aapko Follow by Email gadget pasand nahi aata hai to is 11 widget ka use kar sakte hai. Website के लिए Domain Name कैसे खरीदे या Register करें ? BlogSpot Blog में Specific Links का Color Change कैसे करें ? Follow By Email Kya Hai ? Blog ko padhne waale jitne bhi reader hai, un sabhi ki suvidha ke liye Google blogger ki team ne Fo...
इस blog से security Tips, Make Money online, Social Networking, Google Adsense, SEO, Website Design, Blogging, Computer, Mobile, Email Marketing etc की जानकारी मिलेगी